Monday, September 24, 2012

Patriotic Song - Yeh Desh hai toh Kya

Just a random post inspired from the song "Yeh Jism hai toh Kya" from the movie Jism-2. And the Cartoonist Aseem Trivedi Incident.


Yeh desh hai toh kya, Yeh Brasht ka Tantra hai
Yeh Sarkar hai toh kya, Yeh bhediya ka lifaz hai
Saja hi kya thi meri, jo chor ko chor kaha...
Fanaa kiya mujhe...!
Yeh desh ko chaha toh fanaa kiya mujhe...
Tarah Tarah se shikast hi hua...

Khata hi kya thi meri
Jo Dil-o-Jahaan se chaha tujhe.
Sazaa jo mili woh desh droh ki.
Wafaa ko bewafaa kiya.
Wah re zindagi se yun mujhe juda kiya
Kahaan kahaan phirun main dhoondta
Satya mev jayate ki talash mein
Mein dhoondta hu, Ek sacha neta, bhrast ki bheed me
Mein puchta hu, ki kya desh aaj wahi hai.
Mein puchta hu ki... kya sher ki dhad hai
Ya gheedado ki loot ki bahar hai.

Yeh desh hai toh kya, Yeh brasht ka tantra hai
Yeh sarakar hai toh kya, yeh bhediye ka lifaz hai.
Saja hi kya thi meri, jo chor ko chor kaha...
Fanaa kiya mujhe...
Yeh desh ko chaha toh fanaa kiya mujhe...
Tarah Tarah se shikast hi hua...

PS - I am in deep love with my country, the song written above in any sense does not attempts to dishonor National Feelings,Symbols,Sentiments,Statements. I have deep faith in our democracy and the system and it is not against any political party or government. Its just a random post written with a random thought what Cartoonist Aseem Trivedi would have gone through.

Also Read - Two Sides of my Beloved Country.

Sponsored Story - Shopping has a New Destination - Buy Indian Clothings

Best Regards,
Navneet Singh Chauhan.